SEARCH RESULTS
Showing search results for "jodat"
Ghazal MATCHES FOR "jodat"
Ghazal
jis kii aavaaz me.n silvaT ho nigaaho.n me.n shikan
aisii tasviir ke Tuk.De nahii.n jo.Daa karte
Gulzar
Ghazal
sau baar girah de ke kisii aas ne jo.Daa
sau baar mai.n dhaage kii tarah TuuT chukaa huu.n
Baqi Siddiqui
Ghazal
KHvaab kaa rishta haqiiqat se na jo.Daa jaa.e
aa.iina hai ise patthar se na to.Daa jaa.e
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ab dekhnaa hai kaun sii ho jiddat-e-karam
apne hisaab se to ko.ii Gam bachaa nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
un labo.n ke ishq ne hai jaise diivaana kiyaa
ba.D apnii hai ik laalo.n kaa jo.Daa chaahiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Gazal ke misra.a ko misra.a se jo.Daa jaataa hai
tamaam raat Gamo.n ko nicho.Daa jaataa hai
Aadarsh Dubey
Ghazal
daaman-e-sahraa se luu.ngaa mar ke vahshat me.n kafan
ik nayaa jo.Daa pinhaa.egii ye uryaanii mujhe
Muztar Khairabadi
Ghazal
Rind Lakhnavi
Ghazal
shabaab se tirii ra.ngat kaa turfa haal hu.aa
sapiid jo.Daa jo pahnaa badan me.n laal hu.aa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
tinkaa tinkaa jo.Daa hai ham ne raat-din 'aKHtar'
aashiyaa.n sajaane me.n umr biit jaatii hai