SEARCH RESULTS
Showing search results for "juluus"
Ghazal MATCHES FOR "juluus"
Ghazal
guzishta saal ke zaKHmo hare-bhare rahnaa
juluus ab ke baras bhii yahii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
juluus-e-ahl-e-vafaa kis ke dar pe pahu.nchaa hai
nishaan-e-tauq-e-vafaa ziinat-e-guluu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
phir us ke baa'd vahii baasii manzaro.n ke juluus
bahaar chand hii lamhe bahaar rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
Sarmad Sahbai
Ghazal
haa.n kabhii dil se guzartaa thaa juluus-e-KHvaahish
aaj usii tarah kii ik naara-zanii yaad aa.ii
Azm Bahzad
Ghazal
roz raaho.n se guzartaa hai sadaa.o.n kaa juluus
dil kaa sannaaTaa magar roz ba.Dhaa kartaa hai
Bashar Nawaz
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
kis raqs-e-jaan-o-tan me.n miraa dil nahii.n rahaa
go mai.n kisii juluus me.n shaamil nahii.n rahaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
tum bhii juluus-e-mausam-e-gul me.n the pesh pesh
aavaara misl-e-baad-e-sabaa ham hu.e ki tum
Rais Amrohvi
Ghazal
dil se guzar rahaa hai ko.ii maatamii juluus
aur is ke raaste ko khulaa kar rahe hai.n ham
Zulfiqar Aadil
Ghazal
utar pa.De hai.n kidhar se ye aa.ndhiyo.n ke juluus
samundaro.n se jaziire nikaalne ke liye
Ehsan Danish
Ghazal
'aKHtar' guzarte lamho.n kii aahaT pe yuu.n na chau.nk
is maatamii juluus me.n ik zindagii bhii hai
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
juluus-e-naaz kabhii to idhar se guzregaa
kabhii to dil ke muqaddar sa.nvar hii jaa.e.nge
Zaheer Kashmiri
Ghazal
har ek chobdaar ne khii.nchii hamaarii khaal
har daur ke juluus kaa naqqaaraa ham hu.e
Muztar Haidri
Ghazal
ab aa.e din hii nikaltaa hai aa.nsu.o.n kaa juluus
hamaarii aa.nkh musalsal lahuuluhaan sii hai
Atul Ajnabi
Ghazal
uge.nge phuul KHayaalo.n ke reg-zaaro.n se
KHizaa.n ke ghar se juluus-e-bahaar niklegaa
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
bhare juluus me.n golii se maaraa jaa.uu.ngaa
mai.n sochtaa huu.n KHudaa-e-bashar se aage bhii