SEARCH RESULTS
Showing search results for "jumla"
Ghazal MATCHES FOR "jumla"
Ghazal
Zubair Ali Tabish
Ghazal
jo bhii min-jumla-e-ashjaar nahii.n ho saktaa
kuchh bhii ho jaa.e miraa yaar nahii.n ho saktaa
Abbas Tabish
Ghazal
vo anjuman me.n milaa bhii to us ne baat na kii
kabhii kabhii ko.ii jumla chhupaa ke chho.D diyaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
tuu hii tuu hai to phir ab jumla jamaal-e-duniyaa
teraa shak aur kisii par bhii to ho saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
muddat samet jumla zavaabit ho.n tai-shuda
ya.anii ta.alluqaat ubuurii banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Ghazal
us kii aavaaz ki be-daaG saa aa.iina thii
talKH jumla bhii vo kahtaa to maza detaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
sannaa.a hai.n sab KHvaar azaa.n jumla huu.n mai.n bhii
hai aib ba.Daa us me.n jise kuchh hunar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
jaan-e-shahzaad ko min-jumla-e-a.adaa paa kar
huuk vo uTThii ki jii tan se judaa ho baiThaa
Farhat Shahzad
Ghazal
mere Gam-KHaane kii qismat jab raqam hone lagii
likh diyaa min-jumla-e-asbaab-e-viiraanii mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
jaan kar min-jumlaa-e-KHaasaan-e-mai-KHaana mujhe
muddato.n royaa kare.nge jaam o paimaana mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
baaqii saare KHat pe dhabbe aa.nsu.o.n ke rah ga.e
ek hii jumla pa.Dhaa mai.n ne tirii tahriir kaa
Adeem Hashmi
Ghazal
Aftab Shakeel
Ghazal
tirii talaash kaafi-ul-jumla maa-hasal ye hai
ki tuu yahaa.n nahii.n miltaa vahaa.n nahii.n miltaa
Fani Badayuni
Ghazal
chhu.aa jise bhii vahii lafz ban gayaa taariiKH
ki be-asar ko.ii jumla adaa kiyaa hii nahii.n