SEARCH RESULTS
Showing search results for "jumla"
Nazm MATCHES FOR "jumla"
Nazm
mata-e-alfaz
ik jhijaktaa hu.aa jumla ko.ii dukh de jaa.e
kaun jaanegaa ki ham dono.n pe kyaa biitii hai
Zehra Nigaah
Nazm
aurat march: taswir ka dusra ruKH
ye sab mard hai.n aur tumhaare muhaafiz
galii me.n agar ik darinde ne tum par kasaa ko.ii jumla
Rehman Faris
Nazm
mohabbat Diary hargiz nahin hai
kyaa tumhe.n mujh se mohabbat hai
ye farsuuda saa jumla hai
Saleem Kausar
Nazm
chaar fitne
boltii hai.n to lafzo.n kaa Gaa.eb siraa
jumla un kaa adhuuraa hii palle pa.Daa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
tum sach mein bahut achchhi ho
tumhaaraa ye pyaar bharaa jumla
mujhe zindagii jiinaa aasaan banaataa hai
Zakira Shabnam
Nazm
tarana-e-urdu
miiThaa ik ek jumla pur-kaif har maqaala
al-haq shakar-fishaa.n hai urdu zabaa.n hamaarii
Shatir Hakeemi
Nazm
wazir ka KHwab
sun ke ye farzand se hotii hai hairaanii mujhe
''likh diyaa min-jumla-e-asbaab-e-viiraanii mujhe''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
punctuation
jahaa.n par KHatm hotaa ho ko.ii dard-aashnaa jumla
faraamoshii kaa nuqta sabt kar denaa
Saima Esma
Nazm
qila-e-akbarabad
ye jumla-mahallaat jo sunsaan pa.De hai.n
patthar kaa kaleja kiye hairaan kha.De hai.n