SEARCH RESULTS
Showing search results for "jumla"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jumla"
Ghazal
Zubair Ali Tabish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jumla"
Ghazal
tuu hii tuu hai to phir ab jumla jamaal-e-duniyaa
teraa shak aur kisii par bhii to ho saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
muddat samet jumla zavaabit ho.n tai-shuda
ya.anii ta.alluqaat ubuurii banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Ghazal
us kii aavaaz ki be-daaG saa aa.iina thii
talKH jumla bhii vo kahtaa to maza detaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
sannaa.a hai.n sab KHvaar azaa.n jumla huu.n mai.n bhii
hai aib ba.Daa us me.n jise kuchh hunar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
jaan-e-shahzaad ko min-jumla-e-a.adaa paa kar
huuk vo uTThii ki jii tan se judaa ho baiThaa
Farhat Shahzad
Nazm
mata-e-alfaz
ik jhijaktaa hu.aa jumla ko.ii dukh de jaa.e
kaun jaanegaa ki ham dono.n pe kyaa biitii hai
Zehra Nigaah
Ghazal
mere Gam-KHaane kii qismat jab raqam hone lagii
likh diyaa min-jumla-e-asbaab-e-viiraanii mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
jaan kar min-jumlaa-e-KHaasaan-e-mai-KHaana mujhe
muddato.n royaa kare.nge jaam o paimaana mujhe

