SEARCH RESULTS
Showing search results for "jur.at-e-tark-e-mulaaqaat"
Ghazal MATCHES FOR "jur.at-e-tark-e-mulaaqaat"
Ghazal
Arsh Sahbai
Ghazal
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataa.e ko.ii
baat kyaa ho ga.ii aaKHir ye jataa.e ko.ii
Ashok Sawhny Sahil
Ghazal
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataa.o to sahii
chaahne vaalaa ko.ii ham saa dikhaa.o to sahii
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
sabab-e-tark-e-mulaaqaat ko.ii hai to sahii
na sahii baat magar baat ko.ii hai to sahii
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
koshish-e-tark-e-mulaaqaat kaa afsos nahii.n
ab hame.n un kii kisii baat kaa afsos nahii.n
Khalish Barodvi
Ghazal
un kii taraf se tark-e-mulaaqaat ho ga.ii
ham jis se Dar rahe the vahii baat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
jab us se tark-e-mulaaqaat kaa iraada kiyaa
tab us ne daaman-e-dil ko zaraa kushaada kiyaa
Habab Hashmi
Ghazal
be-vaj.h un se tark-e-mulaaqaat ho ga.ii
dushman jo chaahte the vahii baat ho ga.ii
Razi Badayuni
Ghazal
ne.amat-e-tark-e-talab tark-e-tamannaa maa.nge
dene vaale se jo maa.nge bhii to kyaa maa.nge
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
KHayaal-e-tark-e-ta.alluq ko Taalte rahiye
havaa me.n ko.ii hayuulaa uchhaalte rahiye
Kishwar Naheed
Ghazal
Akhtar Shumar
Ghazal
KHayaal-e-tark-e-tamannaa na kar sake tuu bhii
udaasiyo.n kaa mudaavaa na kar sake tuu bhii
Nasir Kazmi
Ghazal
KHayaal-e-tark-e-ta’alluq kii naa-rasaa.ii hai
hamaare jii me.n abhii zor-aazmaa.ii hai
Tarkash Pradeep
Ghazal
apne gumaan-e-tark-e-mohabbat ko kyaa hu.aa
phir saamne hai ek badan sochtaa hu.aa
Saifi Premi
Ghazal
Aziz Qaisi
Ghazal
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
ba-pesh-e-jur.at-e-tark-e-umiid-e-yaas fazaa
bisaat-e-aalam-e-umiid-e-aa.n to kuchh bhii nahii.n