SEARCH RESULTS
Showing search results for "juud-o-ataa"
Ghazal MATCHES FOR "juud-o-ataa"
Ghazal
ye to aadaab-e-mohabbat ke munaafii hai 'ataa'
rauzan-e-diivaar se bairuun-e-dar bhii dekhnaa
Ata ul Haq Qasmi
Ghazal
bhaTak rahii hai 'ataa' KHalq-e-be-amaa.n phir se
saro.n se khii.nch liye kis ne saa.ebaa.n phir se
Ata ul Haq Qasmi
Ghazal
ai 'ataa' zaahir to kar bechainiyo.n ke raaz kuchh
likh rahaa hai naam kis kaa tuu baraabar kaaT kar
Aamir Ata
Ghazal
shahr-e-dillii aa.iina-KHaana hai lekin ai 'ataa'
jaal to KHush-fahmiyo.n kaa aap ko bun.naa na thaa
Ata Abidi
Ghazal
Aamir Ata
Ghazal
ye tiraa husn kuchh aisaa nahii.n puuje.n jis ko
lekin ai yaar tire gaal kaa jo til hai naa
Ahmad Ata
Ghazal
ham bahut duur chale aa.e hai.n basne ko 'ataa'
is se pahle bhii bahut duur se hijrat kii hai
Ahmad Ata
Ghazal
hurmat-e-parda zaruurii hai 'ataa-jii' varna
chiiz jaisii bhii ho baazaar me.n kho jaatii hai
Ata Abidi
Ghazal
Ahmad Ata
Ghazal
sham.a jalte hii bujhii aur dhu.aa.n aisaa uThaa
lazzat-e-shaam yahaa.n KHvaab-e-sahar me.n aa.ii
Ata Abidi
Ghazal
agar hai da.avaa-e-ulfat to kyo.n uThaa.e phire.n
misaal-e-munshii-o-taajir 'ataa' bahii ham bhii
Ata Abidi
Ghazal
har sher teraa qaabil-e-taariif hai 'ataa'
islaahii shaan rakhtaa hai teraa kalaam KHaas
Maseehullah Khan Ataa
Ghazal
jaa.nkandanii se chhuuT ke aa kar pa.De the ham
aate hii aan pahu.nche farishte mazaar me.n
Maseehullah Khan Ataa
Ghazal
hame.n bhii bolnaa aataa hai phir bhii hai.n KHaamosh
ki ham tire suKHan-e-muKHtasar kii gard hu.e