SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaamraanii"
Ghazal MATCHES FOR "kaamraanii"
Ghazal
tire karam pe hai mauquuf kaamraani-e-shauq
ye naa-tamaam ilaahii tamaam ho jaa.e
Hasrat Mohani
Ghazal
azal se taa-ba-abad ek hii kahaanii hai
isii se ham ko na.ii daastaa.n banaanii hai
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
tuu mil gayaa hai to achchhaa hu.aa vagarna dost
kise Garaz thii mohabbat me.n kaamraanii se
Abbas Tabish
Ghazal
sab kahe.nge kaun kartaa hai hamaare raaz faash
jab mire lab par mohabbat kii kahaanii aa.egii
Akhtar Ansari
Ghazal
daastaan-e-fitrat hai zarf kii kahaanii hai
jitnaa uthlaa dariyaa hai utnaa tez paanii hai
Hayat Warsi
Ghazal
al-firaaq ai aish-daaraa.n al-firaaq
ai muraad-o-kaamraanii alvidaa.a
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Saarik Khan Saarik
Ghazal
yaad hai ab tak mujhe ahd-e-javaanii yaad hai
dil ke basne aur uja.Dne kii kahaanii yaad hai
Shiv Ratan Lal Barq Punchhwi
Ghazal
gulzaar-e-kaam-raanii o duniyaa-e-aarzuu
aa'maal se tabaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
jo ulfat me.n haasil hu.ii.n qais tujh ko
ye naakaamiyaa.n kaamraanii se achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
jab tak bulandiyo.n pe adab se kha.Dii rahii
ye kaamraanii sab kii nazar me.n ba.Dii rahii