SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaamraanii"
Nazm MATCHES FOR "kaamraanii"
Nazm
eid ka din
naved-e-kaamraanii laa rahe hai.n race ke gho.De
masarrat ke taraane gaa rahe hai.n race ke gho.De
Majeed Lahori
Nazm
hubb-e-watan
miT gayaa naqsh kaamraanii kaa
tujh se thaa lutf zindagaanii kaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
meri shaeri
javaanii ke din kaamraanii kii raate.n
mire sher kii ye bhii hai.n vaardaate.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
sunahrii havaa.o.n me.n par pha.Dpha.Daa.e
fuzuu.n-tar hu.aa nashsha-e-kaamraanii
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
zahrab-e-husn
husn kii sub.h ik shikast-e-jamiil
husn kii shaam kaamraanii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
achchhi kitab
siikhtii hai is se duniyaa kaamraanii kaa hunar
ye ataa kartii hai sab ko zindagaanii kaa hunar
Ata Abidi
Nazm
ab bhi raushan hain
haath uThaa.e hu.e aflaak kii jaanib ashjaar
kaamraanii hii kii gintii na haziimat kaa shumaar
Ali Sardar Jafri
Nazm
ek kahani
raat kal fazaa.o.n me.n terii hii kahaanii thii
ham bhii sun.ne vaale the dil kii paasbaanii thii
Masud Husain Khan
Nazm
mohabbat
mohabbat taalib-e-husn-o-javaanii
mohabbat phuul kaa.nTo.n kii kahaanii
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
shair ki duniya
kaamraanii hai shaadmaanii hai
merii duniyaa hasiin duniyaa hai