SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaavish-e-be-sabab"
Ghazal MATCHES FOR "kaavish-e-be-sabab"
Ghazal
lutf-e-karam na ho na ho kam hai vo kyaa 'ataa ho jo
kaavish-e-be-sabab sahii kulfat-e-be-talab sahii
Rasheed Rampuri
Ghazal
ye ishq-vishq kaavish-e-be-suud hai ai dost
aisii hai ye KHushii ki jo mahduud hai ai dost
Manzar Suhai
Ghazal
dil be-niyaaz-e-kaavish-e-dauraa.n hai aaj kal
dil se sivaa vo dil kaa nigahbaa.n hai aaj kal
Raaz Muradabadi
Ghazal
kyaa hai mirii KHataa sabab-e-be-ruKHii hai kyaa
mere junuun-e-shauq me.n ko.ii kamii hai kyaa
Mahmood-ul-Hasan
Ghazal
tire visaal kii kab aarzuu rahii dil ko
ki ham ne chaahaa tujhe shauq-e-be-sabab ke liye
Azeem Quraishi
Ghazal
hai tarjume ke bal par ye daam-zabaa.n-daanii
ik kaavish-e-be-daanish phir pha.ns ga.ii urdu me.n
Jafar Raza
Ghazal
kabhii mai.n jur.at-e-iz.haar-e-mudda.aa to karuu.n
ko.ii javaaz to ho lutf-e-be-sabab ke liye
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
is liye zer-e-falak be-sabab aazaar hai husn
jaa.e to jaa.e kahaa.n ishq ki sarkaar hai husn
Ameen Hazin
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
rokaa anaa ne kaavish-e-be-suud se mujhe
us but ko apnaa haal sunaane nahii.n diyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
be-sabab ai dil-e-naadaa.n kahii.n lauTaa to nahii.n
us ne aavaaz hii dii hai tujhe rokaa to nahii.n
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
KHanda-e-zer-e-lab bhii hai giryaa-e-be-sabab bhii hai
be-hamaa-o-bahar-e-adaa rang jamaa rahe ho tum
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
Hamidi Kashmiri
Ghazal
us kii ja.ng-e-be-sabab kaa hai taGaaful hii ilaaj
aap Dhelaa ho ke aavegaa idhar Dhal Dhal ke Dhul
Hasrat Azimabadi
Ghazal
mehnat se hai azmat ki zamaane me.n nagii.n ko
be-kaavish-e-siina na kabhii naamvarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
be-sabab raah me.n kyo.n aah-o-bukaa kii hogii
zindagii ham ne kahii.n tujh se KHataa kii hogii