SEARCH RESULTS
Showing search results for "kabuutaro.n"
Ghazal MATCHES FOR "kabuutaro.n"
Ghazal
kabuutaro.n me.n ye dahshat kahaa.n se dar aa.ii
ki masjido.n se bhii kuchh duur jaa ke baiTh ga.e
Nomaan Shauque
Ghazal
kabuutaro.n kii tarah u.Dte hai.n tire Gam bhii
ki dil kii chhat pe to pahlii sadaa ke saath utre
Hasan Abbasi
Ghazal
KHat ko kabuutaro.n kii zaruurat nahii.n rahii
jaade payaam-bar ke puraane badal ga.e
Shaheen Bhatti
Ghazal
nazar bhii rakhnaa mohalle vaalo.n kii zindagii par
kabuutaro.n ko bhii daana-vaana khilaate rahnaa
Ikram Basra
Ghazal
in ko KHudaa milaa na visaal-e-sanam milaa
ab to kabuutaro.n ne tirii chhat hii chho.D dii
Irfan Abid
Ghazal
ham aaj-kal hai.n naama-naviisii kii taav par
din-bhar kabuutaro.n ko bhagaate hai.n baav par
Imdad Ali Bahr
Ghazal
haqiiqato.n kaa kare.n saamnaa dilerii se
na ye ki muu.nd le.n aa.nkhe.n kabuutaro.n kii tarah
Asad Jafri
Ghazal
kaise kaise andeshe un kabuutaro.n se hai.n
gumbad-e-shikasta par jo na shaam tak pahu.nche
Khwaja Ghulamussyedain Rabbani
Ghazal
jin ko payaam-e-amn se parKHaash thii bahut
vo par kabuutaro.n ke sadaa kaaTte rahe
Sarvat Zaidi Bhopali
Ghazal
kaise kaise andeshe un kabuutaro.n se hai.n
gumbad-e-shikasta par jo na shaam tak pahu.nche
Khwaja Ghulamussyedain Rabbani
Ghazal
kabuutaro.n pe jhapaTne kii KHuu kahaa.n un me.n
ki ye uqaab to zaaGo.n me.n hai.n pale saahab
Shareef Ahmad Shareef
Ghazal
ye rang hai nayaa ko.ii mumTii ke ird-gird
pahle kabuutaro.n ko rihaa karne vaalaa huu.n
Iqtidar Javed
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dard-e-dil vaqt ko paiGaam bhii pahu.nchaa.egaa
is kabuutar ko zaraa pyaar se paalo yaaro