SEARCH RESULTS
Showing search results for "kach-kach"
Ghazal MATCHES FOR "kach-kach"
Ghazal
is vaaste nikluu.n huu.n tire kuuche se bach bach
har ek machaataa hai mujhe dekh ke kach-kach
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
جیکچ ہے سو خدا سوں ہے نیں یھاں کچ میرا بھاتا
جو او منگتا ہے کرنے کوں وہی دل میں میرے آتا
Syed Shah Burhanuddin Janam
Ghazal
KHudaa kah kah ke jis par jaan vaare jaa rahe hai.n
na jaane kaun hai kis ko pukaare jaa rahe hai.n
Kuldeep Kumar
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
vo ye kah kah ke jalaataa thaa hamesha mujh ko
aur Dhuu.nDegaa kahii.n mere alaava mujh ko
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
mai.n terii shab se Gaafil na hone paa.uu.n kabhii
tuu apnii zaat me.n kuchh itnaa mubtalaa kar de
Kash Kannauji
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
dil me.n kuchh kuchh thakaan hai pyaare
phir bhii mahfil javaan hai pyaare
Om Bhutkar Maghloob
Ghazal
jis pe hai dil fidaa miraa jo hai mujhe e.azaaz
us ke bhii dil me.n kaash mohabbat zaraa sii ho
Kash Kannauji
Ghazal
mujhe yaqiin hai vo saath chho.D degaa ‘kaash’
vo phir se to.Degaa ye dil miraa kahe.n kis se
Kash Kannauji
Ghazal
tire shabaab kaa kuchh kuchh nikhaar baaqii hai
bahaar jaa chukii rang-e-bahaar baaqii hai
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
qalb teraa ho chukaa hai qaash qaash
tuu faqat ab baiTh kar sapne taraash
Munawwar Hasan Kamal
Ghazal
ye kah kah ke ham dil ko bahlaa rahe hai.n
mulaaqaat ke din qariib aa rahe hai.n
Shobha Kukkal
Ghazal
kuchh kah ke us ne phir mujhe diivaana kar diyaa
itnii sii baat thii jise afsaana kar diyaa