SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaf"
Ghazal MATCHES FOR "kaf"
Ghazal
mufaahamat na sikhaa jabr-e-naaravaa se mujhe
mai.n sar-ba-kaf huu.n la.Daa de kisii balaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
suu-e-maqtal ki pa.e sair-e-chaman jaate hai.n
ahl-e-dil jaam-ba-kaf sar-ba-kafan jaate hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mish.al-ba-kaf kabhii to kabhii dil-ba-dast thaa
mai.n sail-e-tiirgii me.n tajallii-parast thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
KHanjar-ba-kaf vo jab se saffaak ho gayaa hai
mulk in sitam-zado.n kaa sab paak ho gayaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
'kaif' pardes me.n mat yaad karo apnaa makaa.n
ab ke baarish ne use to.D giraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
kaise maane.n ki unhe.n bhuul gayaa tuu ai 'kaif'
un ke KHat aaj hame.n tere sirhaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
'kaif' bataa kyaa terii Gazal me.n jaaduu hai
bachcha bachcha teraa divaanaa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
tesha-ba-kaf ko aa.ina-gar kah diyaa gayaa
jo aib thaa use bhii hunar kah diyaa gayaa
Anjum Irfani
Ghazal
zer-e-zamii.n se aataa hai jo gul so zar-ba-kaf
qaaruu.n ne raaste me.n luTaayaa KHazaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Anwar Masood
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
shahiid-e-shab faqat ahmad-'faraaz' hii to nahii.n
ki jo charaaG-ba-kaf thaa vahii nishaana hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
jaataa hai yaar teG-ba-kaf Gair kii taraf
ai kushta-e-sitam tirii Gairat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jab kahii.n zauq-e-suKHan-fahmii nahii.n
'kaif' saahab kii Gazal ham gaa.e.n kyaa