SEARCH RESULTS
Showing search results for "kafan-chor"
Ghazal MATCHES FOR "kafan-chor"
Ghazal
Nadeem Bhabha
Ghazal
hame.n kyaa KHabar hai kahaa.n chho.D aa.e
bahut piichhe ham kaarvaa.n chho.D aa.e
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
mai.n ne is sho.abda-gar dil ko kahaa.n chho.D diyaa
aap ke madd-e-muqaabil ko kahaa.n chho.D diyaa
Maikash Akbarabadi
Ghazal
tujh ko is tarah kahaa.n chho.D ke jaanaa thaa hame.n
vo to ik ahd thaa aur ahd nibhaanaa thaa hame.n
Tariq Naeem
Ghazal
ham chor nahii.n hai.n na uThaa tuu hame.n dar se
kuchh bhaag nahii.n jaa.e.nge le kar tire ghar se
Mahmood Rampuri
Ghazal
TuuTe jo daa.nt mu.nh kii shabaahat biga.D ga.ii
vo ghar hu.aa KHaraab jahaa.n phuuT pa.D ga.ii
Shad Lakhnavi
Ghazal
kahaa.n chho.D kar jaa.iye un gulo.n ko
ye sho.ale hai.n aur aashiyaanaa hamaaraa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kahaa.n chho.D aa.ii merii tiira-baKHtii
vo raate.n nuur kii vo din sunahre
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
mai.n haqaa.eq ke sahaare ab talak la.Dtaa rahaa
phir achaanak us ne ba.Dh kar ik kahaanii chho.D dii
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
apnii marzii se mujhe chho.D ke jaane vaale
merii marzii ko kahaa.n chho.D diyaa thaa tuu ne
Himanshi Babra
Ghazal
Gam kii vaadii hai na yaado.n kaa sulagtaa ja.ngal
haa.e aise me.n kahaa.n chho.D gayaa hai ko.ii
Khurshid Ahmad Jami
Ghazal
meraa maazii mujhe kyaa jaane kahaa.n chho.D gayaa
mai.n kahaa.n dafn huu.n itnaa to bataa de ko.ii
Shamim Jaipuri
Ghazal
mausamo.n ne kyaa kiyaa ye kahaanii chho.D de
baarisho.n ko bhuul jaa paaniyo.n ko bhuul jaa
Danish Aziz
Ghazal
din bahaaro.n ke palaT aa.e 'musavvir' lekin
jaane us jaan-e-bahaaraa.n ko kahaa.n chho.D aa.e
Musavvir Sabzwari
Ghazal
baaG murjhaa.e chaman royaa hu.e dasht udaas
sab ko maayuus kahaa.n chho.D ke jaatii hai havaa