SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaffaara"
Ghazal MATCHES FOR "kaffaara"
Ghazal
KHauf sab jaataa rahaa dil se azaab-e-hijr kaa
naqd-e-jaa.n denaa gunaah-e-ishq kaa kaffaara thaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
har ik saliib-o-daar kaa nazzaara ham hu.e
har ek ke gunaah kaa kaffaara ham hu.e
Muztar Haidri
Ghazal
ajnabii ho ga.e ik chhat tale rahne vaale
kuchh to kaffaara adaa karnaa thaa yakjaa.ii kaa
Narjis Afroz Zaidi
Ghazal
Iqbal Aslam
Ghazal
kaffaara-e-sharaab mai.n detaa huu.n naqd-e-hosh
sargarm huu.n talaafii-e-a.amaal-e-zisht me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ye 'ahd paara-e-naan-e-javii.n kaa kaffaara
shikam shikam ko.ii KHanjar utaaraa karnaa hai
Ateequllah
Ghazal
Gaflat-mataa-e-kaffa-e-miizaan-e-adl huu.n
yaa rab hisaab-e-saKHti-e-KHvaab-e-giraa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Khalid Yusuf
Ghazal
garche pesh-e-taaq-e-abruu-e-sanam gesuu nahii.n
ka.aba par narGa hu.aa hai lashkar-e-kuffaar kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aise zaahid kii qayaadat me.n to tauba tauba
kabhii iimaan kii baate.n kabhii kuffaar ke biich
Adeel Zaidi
Ghazal
'bahr' ayyaam-e-judaa.ii me.n na kap.De phaa.Do
ye samajh lo ki shab-e-vasl ke kaffaare hai.n