SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaffaare"
Ghazal MATCHES FOR "kaffaare"
Ghazal
'bahr' ayyaam-e-judaa.ii me.n na kap.De phaa.Do
ye samajh lo ki shab-e-vasl ke kaffaare hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Waseem Farhat Alig
Ghazal
Waseem Farhat Alig
Ghazal
kyo.n qasam khaa.ii hai tuu ne dil jalaane kii bhalaa
jaan kaffaare me.n le le ahd-e-baatil to.D de
Hidayatullah
Ghazal
saaGar-e-chashm ke sau dene pa.De.nge bose
shiisha-e-dil kabhii to.Daa to ye kaffaare hai.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Habiba Ikram
Ghazal
Gaflat-mataa-e-kaffa-e-miizaan-e-adl huu.n
yaa rab hisaab-e-saKHti-e-KHvaab-e-giraa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Khalid Yusuf
Ghazal
KHauf sab jaataa rahaa dil se azaab-e-hijr kaa
naqd-e-jaa.n denaa gunaah-e-ishq kaa kaffaara thaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
garche pesh-e-taaq-e-abruu-e-sanam gesuu nahii.n
ka.aba par narGa hu.aa hai lashkar-e-kuffaar kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aise zaahid kii qayaadat me.n to tauba tauba
kabhii iimaan kii baate.n kabhii kuffaar ke biich
Adeel Zaidi
Ghazal
zulfo.n ke tasarruf me.n hai be-vaj.h ruKH-e-yaar
kuffaar kaa kaabe se amal jaa.e to achchhaa
Shah Naseer
Ghazal
har ik saliib-o-daar kaa nazzaara ham hu.e
har ek ke gunaah kaa kaffaara ham hu.e
Muztar Haidri
Ghazal
ajnabii ho ga.e ik chhat tale rahne vaale
kuchh to kaffaara adaa karnaa thaa yakjaa.ii kaa