SEARCH RESULTS
Showing search results for "kahtii"
Ghazal MATCHES FOR "kahtii"
Ghazal
sach kahte ho KHud-biin o KHud-aaraa huu.n na kyuu.n huu.n
baiThaa hai but-e-aa.ina-siimaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
jise kahtii hai duniyaa kaamyaabii vaa.e naa-daanii
use kin qiimato.n par kaamyaab insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har zarra chamaktaa hai anvaar-e-ilaahii se
har saa.ns ye kahtii hai ham hai.n to KHudaa bhii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
KHalq kahtii hai jise dil tire diivaane kaa
ek gosha hai ye duniyaa isii viiraane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
tumhii.n to ho jise kahtii hai naaKHudaa duniyaa
bachaa sako to bachaa lo ki Duubtaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
sun to sahii jahaa.n me.n hai teraa fasaana kyaa
kahtii hai tujh ko KHalq-e-KHudaa Gaa.ebaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHush-numaa yaa bad-numaa ho dahr kii har chiiz me.n
'josh' kii taKH.iil kahtii hai ki nudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
aql ye kahtii duniyaa miltii hai baazaar me.n
dil magar ye kahtaa hai kuchh aur behtar dekhiye
Javed Akhtar
Ghazal
havaa daraKHto.n se kahtii hai dukh ke lahje me.n
abhii mujhe ka.ii sahraa.o.n se guzarnaa hai
Asad Badayuni
Ghazal
duniyaa tirii raunaq se mai.n ab uub rahaa huu.n
tuu chaa.nd mujhe kahtii thii mai.n Duub rahaa huu.n
Munawwar Rana
Ghazal
ik shahr-e-aarzuu pe bhii honaa pa.Daa KHajil
hal-mimmaziid kahtii hai rahmat du.aa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
mujh se kahtii hai ka.Dak kar ye kamaa.n qaatil kii
tiir ban jaa.e nishaana vo jigar paidaa kar