SEARCH RESULTS
Showing search results for "kainat"
Ghazal MATCHES FOR "kainat"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
vo aashnaa-e-Gam-e-kaa.inaat kyaa ho.nge
jo KHud ko aap kaa dard-aashnaa nahii.n karte
Ahmad Riyaz
Ghazal
ai rabb-e-kaa.inaat yaqii.n chaahiye hame.n
jo chaahte hai.n ham vo yahii.n chaahiye hame.n
Mansoor Faaiz
Ghazal
bandii-navaazii-e-karam-e-gaah gaah se
ham bhii the kaa.inaat-badaamaa.n kabhii kabhii
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
naaz ko nuur kar diyaa sarvar-e-kaa.inaat ne
vo jo lagii thii tuur par aa ke bujhii hijaaz me.n
Natiq Lakhnavi
Ghazal
tuu rabb-e-kaa.inaat hai parvardigaar hai
sajde tujhe hii shaam-o-sahar kar rahe hai.n ham
Sabiha Sadaf
Ghazal
dirham agar hai.n paas to chaahe KHariidiye
yaa rabb-e-kaa.inaat kiraa.e pe liijiye
Mubashshir Ali Zaidi
Ghazal
baazaar-e-kaa.inaat me.n ye faisla hu.aa
yaaraan-e-KHush-adaa ho tamasKHur ravaa hu.aa
Osaama ameer
Ghazal
ai rabb-e-kaa.inaat mujhe le panaah me.n
bahtaa hii jaa rahaa huu.n KHaliij-e-gunaah me.n
Saa’in Alig
Ghazal
chashm-e-yaqii.n se dekhiye jalva-gah-e-sifaat me.n
husn hii husn hai tamaam ishq kii kaa.enaat me.n
Waqar Bijnori
Ghazal
taaza havaa me.n sukh kaa ko.ii saa.ns le sakuu.n
ai rabb-e-kaa.inaat zaraa par lagaa mujhe
Siddique Afghani
Ghazal
be-nuur mere baa'd hu.ii bazm-e-kaa.inaat
tum to bataa rahe the bahut raa.egaa.n mujhe
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
ai rabb-e-kaa.inaat hame.n paak KHuun de
miizaan-e-dahr me.n ko.ii 'aadil nahii.n rahaa
Abrar Kiratpuri
Ghazal
'baabar' ulajh gayaa hai tumhaarii talaash me.n
ai rabb-e-kaa.inaat mujhe raasta dikhaa
Altaf Babar
Ghazal
aa.nkho.n se thaamte ye sad-aa.iina kaa.inaat
aur phir se nain-naqsh tumhaare taraashte
Saima Zaidi
Ghazal
vo mujh me.n aur us me.n nihaa.n saarii kaa.inaat
aur kaa.inaat kuchh bhii nahii.n maa-sivaa-e-‘ishq
Amar Ruhani
Ghazal
kaa.inaat-e-jafaa-o-vafaa me.n
ek tum ek ham rah ga.e hai.n