SEARCH RESULTS
Showing search results for "kainat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kainat"
Rubai
ai ma.anii-e-kaa.inaat mujh me.n aa jaa
ai raaz-e-sifaat-o-zaat mujh me.n aa jaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
bachaa ke laa.e.n kisii bhii yatiim bachche ko
aur us ke haath se taKHliiq-e-kaa.inaat kare.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Shakeel Badayuni
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kainat"
Ghazal
vo aashnaa-e-Gam-e-kaa.inaat kyaa ho.nge
jo KHud ko aap kaa dard-aashnaa nahii.n karte
Ahmad Riyaz
Ghazal
ai rabb-e-kaa.inaat yaqii.n chaahiye hame.n
jo chaahte hai.n ham vo yahii.n chaahiye hame.n
Mansoor Faaiz
Ghazal
bandii-navaazii-e-karam-e-gaah gaah se
ham bhii the kaa.inaat-badaamaa.n kabhii kabhii
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
naaz ko nuur kar diyaa sarvar-e-kaa.inaat ne
vo jo lagii thii tuur par aa ke bujhii hijaaz me.n
Natiq Lakhnavi
Ghazal
tuu rabb-e-kaa.inaat hai parvardigaar hai
sajde tujhe hii shaam-o-sahar kar rahe hai.n ham
Sabiha Sadaf
Ghazal
dirham agar hai.n paas to chaahe KHariidiye
yaa rabb-e-kaa.inaat kiraa.e pe liijiye
Mubashshir Ali Zaidi
Ghazal
baazaar-e-kaa.inaat me.n ye faisla hu.aa
yaaraan-e-KHush-adaa ho tamasKHur ravaa hu.aa













