SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-se-kam"
Ghazal MATCHES FOR "kam-se-kam"
Ghazal
apne dil kaa haal sunaanaa kam se kam
aa.nkho.n me.n aa.nsuu bhii laanaa kam se kam
Madho Kaushik
Ghazal
kam se kam itnii udhaarii chaahiye
dil me.n phir se be-qaraarii chaahiye
Avneesh Trivedi Abhay
Ghazal
do aa.nkho.n se kam se kam ik manzar me.n
dekhuu.n ra.ng-o-nuur baham ik manzar me.n
Sarfraz Zahid
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
barte kuchh imtiyaaz to insaan kam se kam
ho apne dosto.n kii to pahchaan kam se kam
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
kam se kam apnaa bharam to nahii.n khoyaa hotaa
dil ko ronaa thaa to tanhaa.ii me.n royaa hotaa
Rashid Aazar
Ghazal
itnaa ba.Daa to ho miraa daalaan kam se kam
do-chaar din to ruk sake.n mehmaan kam se kam
Ubaid Najibabadi
Ghazal
kam se kam duniyaa se itnaa miraa rishta ho jaa.e
ko.ii meraa bhii buraa chaahne vaalaa ho jaa.e
Shariq Kaifi
Ghazal
kam se kam tazkira-e-ishq kaa unvaa.n ho jaa.e
dil hu.aa hai jo pareshaa.n to pareshaa.n ho jaa.e
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
Abdus Samad Aasi
Ghazal
muriid-e-dair-o-haram kam-se-kam ye kaam kare.n
hadiis-e-dard-e-mohabbat kaa zauq aam kare.n