SEARCH RESULTS
Showing search results for "kambakht"
Ghazal MATCHES FOR "kambakht"
Ghazal
zabt kam-baKHt ne yaa.n aa ke galaa gho.nTaa hai
ki use haal sunaa.uu.n to sunaa bhii na sakuu.n
Ameer Minai
Ghazal
yuu.nhii durust hogii tabii.at tirii 'adam'
kam-baKHt bhuul jaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ne taab hijr me.n hai na aaraam vasl me.n
kam-baKHt dil ko chain nahii.n hai kisii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
'siimaab' ko shagufta na dekhaa tamaam umr
kam-baKHt jab milaa hame.n Gam-aashnaa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
saaqii zaraa nigaah milaa kar to dekhnaa
kambaKHt hosh me.n to nahii.n aa gayaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
dil ko KHudaa kii yaad tale bhii dabaa chukaa
kam-baKHt phir bhii chain na paa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kam-baKHt dil kii maan ga.e, baiThnaa pa.Daa
yuu.n to hazaar baar uThe us galii se ham
Bismil Azimabadi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
ba-zaahir saadgii se muskuraa kar dekhne vaalo
ko.ii kam-baKHt naa-vaaqif agar diivaana ho jaa.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
dii shab-e-vasl mo.azzin ne azaa.n pichhlii raat
haa.e kam-baKHt ko kis vaqt KHudaa yaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
jo duur jaa.e to Gam hai jo paas aa.e to dard
na jaane kyaa hai vo kambaKHt aadmii dekho
Javed Akhtar
Ghazal
phir ko.ii kam-baKHt kashtii nazr-e-tuufaa.n ho ga.ii
varna saahil par udaasii is qadar hotii nahii.n
Qabil Ajmeri
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
yaar kaa ghar ko.ii kaaba to nahii.n hai 'shaa.ir'
haa.e kam-baKHt yahii.n marne ko tuu aataa hai
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
mai.n KHud bhii yaar tujhe bhuulne ke haq me.n huu.n
magar jo biich me.n kam-baKHt shaa.erii hai naa
Afzal Khan
Ghazal
har qadam ke saath manzil lekin is kaa kyaa ilaaj
ishq hii kam-baKHt manzil-aashnaa hotaa nahii.n