SEARCH RESULTS
Showing search results for "kanda"
Ghazal MATCHES FOR "kanda"
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dil pe laakho.n lafz kanda kar ga.ii us kii nazar
aur kahne ko abhii us ne kahaa kuchh bhii nahii.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
Khatir Ghaznavi
Ghazal
kanda hai meraa naam jahaa.n aaj bhii 'nasiim'
pahchaante nahii.n usii ghar ke makii.n mujhe
Iftikhar Naseem
Ghazal
kanda the mire zehn pe kyuu.n us ke KHad-o-KHaal
chehra jo mirii aa.nkh ne dekhaa hii nahii.n thaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
kanda jahaa.n me.n ko.ii na aisaa nagii.n hu.aa
jaisaa ki teraa naam mire dil-nashii.n hu.aa
Amanat Lakhnavi
Ghazal
zaa.icha apnaa jo dekhaa hai to sar yaad aayaa
jaise in haatho.n pe kanda ko.ii taqdiir bhii hai
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
asr-e-haazir kii jabii.n par talKHiyaa.n kanda hu.ii.n
tan ga.e haalaat apne gird jaalo.n kii tarah
Khatir Ghaznavi
Ghazal
har ek chehre pe kanda hikaayate.n dekho
KHuluus dekh chuke ho to nafrate.n dekho
Hasan Abbas Raza
Ghazal
chaTaano.n par kare.n kanda nishaanii apne hone kii
sunahre kaaGazo.n ke goshvaare Duub jaa.e.nge
Ali Akbar Abbas
Ghazal
Aslam Haneef
Ghazal
kanda is mere nagiin-e-dil pe teraa naam hai
us ko apne KHaatam-e-dil ke na kar ghar se judaa
Shah Naseer
Ghazal
fasiil-e-vaqt par kanda rahegaa naam apnaa
ki ham hai.n ahd-e-haazir ke numaa.inda sitaare