SEARCH RESULTS
Showing search results for "kangaroo"
Ghazal MATCHES FOR "kangaroo"
Ghazal
mai.n 'zafar' taa-zindagii biktaa rahaa pardes me.n
apnii ghar-vaalii ko ik ka.ngan dilaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
chaa.ndii jaisaa rang hai teraa sone jaise baal
ik tuu hii dhanvaan hai gorii baaqii sab ka.ngaal
Qateel Shifai
Ghazal
dard ke mushtaaq gustaaKHii to hai lekin mu.aaf
ab du.aa andesha ye hai kaargar ho jaa.egii
Meeraji
Ghazal
aaj meraa saath do vaise mujhe ma.aluum hai
pattharo.n me.n chiiKH hargiz kaargar hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
qadam qadam pe na.ii Thokare.n hai.n raaho.n me.n
dayaar-e-ishq me.n ko.ii bhii kaamgaar nahii.n
Jawad Sheikh
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
tohfa bhii us ke vaaste kangan liyaa 'zariim'
vallah mai.n us ke haath se aage nahii.n gayaa
Abdullah Zreem
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
guzrii hai kyaa maze se KHayaalo.n me.n zindagii
duurii kaa ye tilism ba.Daa kaargar rahaa
Muneer Niyazi
Ghazal
sajte hai.n us shoKH badan par saare ra.ng
har ka.ngan us haath me.n achchhaa lagtaa hai
Qamar Aasi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
KHizaa.n kaa vaar bahut kaar-gar thaa dil pe magar
bahut bachaa ke rakhaa ye gulaab mai.n ne bhii
Aitbar Sajid
Ghazal
ho ga.ii hai Gair kii shiirii.n-bayaanii kaargar
'ishq kaa us ko gumaa.n ham be-zabaano.n par nahii.n