SEARCH RESULTS
Showing search results for "karishme"
Ghazal MATCHES FOR "karishme"
Ghazal
abhii kuchh aur karishme Gazal ke dekhte hai.n
'faraaz' ab zaraa lahja badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
suuraj me.n lage dhabbaa fitrat ke karishme hai.n
but ham ko kahe.n kaafir allaah kii marzii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
andar kii fazaa.o.n ke karishme bhii ajab hai.n
me.nh TuuT ke barse bhii to baadal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
ik shaam sii kar rakhnaa kaajal ke karishme se
ik chaa.nd saa aa.nkho.n me.n chamkaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
nazar bujhii to karishme bhii roz-o-shab ke ga.e
ki ab talak nahii.n aa.e hai.n log jab ke ga.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
dariyaa ke madd-o-jazr bhii paanii ke khel hai.n
hastii hii ke karishme hai.n kyaa maut kyaa hayaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
abhii to aur bhii din baarisho.n ke aane the
karishme saare use aaj hii dikhaane the
Mohammad Alvi
Ghazal
gulaab Tahnii se TuuTaa zamiin par na giraa
karishme tez havaa ke samajh se baahar hai.n
Shahryar
Ghazal
suKHan me.n rang tumhaare KHayaal hii ke to hai.n
ye sab karishme havaa-e-visaal hii ke to hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
tasliim kii nazar se karishme razaa ke dekh
begaangi-e-dost ko apnaa banaa ke dekh
Fani Badayuni
Ghazal
bas ik sharaab-e-kuhan ke karishme hai.n saaqii
na.e zamaane na.ii mastiyaa.n na.ii barsaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Neelma Naheed Durrani
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
gale lagaa de karuu.n pyaar terii teG ko mai.n
ki yaad aa.e karishme tirii adaa ke mujhe