SEARCH RESULTS
Showing search results for "karishme"
Nazm MATCHES FOR "karishme"
Nazm
aadmi-nama
munkir bhii aadmii hu.e aur kufr ke bhare
kyaa kyaa karishme kashf-o-karaamaat ke liye
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nashat-e-umid
tere karishme hai.n Gazab dil-fareb
dil me.n nahii.n chho.Dte sabr-o-shakeb
Altaf Hussain Hali
Nazm
be-KHwab nind
mirii thakii hu.ii palko.n kii sabz chhaa.nv me.n
tarah tarah ke karishme dikhaayaa kartaa hai
Nida Fazli
Nazm
ishq-o-dosti
aql ke us me.n karishme dekho
kuchh biga.Dtii hai kuchh iThlaatii hai
Azeemuddin Ahmad
Nazm
inqalab-e-filistin
dekhtaa us ke karishme kis ko itnaa hosh thaa
pattii pattii dam-ba-KHud thii gul chaman KHaamosh thaa
Shahzadi Kulsum
Nazm
le chal ai ishq
ye karishme to kiye dete hai.n mas.huur mujhe
le chal ai ishq yahaa.n se bhii kahe.n duur mujhe
Mahshar Badayuni
Nazm
allah allah subhan-allah
kahte hai.n karishme qudrat ke
allaah allaah sub.haan-allaah
Ataur Rahman Tariq
Nazm
mehnat
ye motor ye raile.n ye nahro.n ke haal
karishme ye bijlii ke din kii misaal
Matin Tariq Baghpati
Nazm
mehman-e-KHosusi
KHvaah do harf bhii ta.aliim na haasil kii ho
tauq-e-zarrii.n ke karishme se bane daanish-var
Raza Naqvi Vahi
Nazm
ruswai
paa.el baje to bansii kii dhun naach naach uThe
bad-naamiyaa.n karishme mire devtaa ke hai.n
Mukhtar Siddiqui
Nazm
husn ki zaban se
phudakte hai.n parind sab mujhii se ye tara.ng hai
karishme dekh kar mire har ek aql da.ng hai
Syed Wahidudeen Salim
Nazm
kahani sunao
bataa.o jo qadmo.n tale chaa.nd aayaa
karishme jo science ke jalva-gar hai.n