SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasab"
Ghazal MATCHES FOR "kasab"
Ghazal
ahvaal us shikaar zubuu.n kaa hai jaa.e rahm
jis naa-tavaa.n ko muft na qassaab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dahan-e-gurg se jiitaa jo bachuu.n sahraa me.n
zab.h karne ke liye mol le qassaab mujhe
Haidar Ali Aatish
Ghazal
nahii.n qassaab-e-ajal se ko.ii be-Gam hargiz
postii.n chhiine ye mun'im kii to ka.ngaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
parvarish taqdiir kartii hai mujhe bahr-e-qazaa
zab.h ko parvarda karnaa kaam hai qassaab kaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ruu-e-suKHan hai us kaa KHariidaar kii taraf
qassaab de rahaa hai jo billii ko gaaliyaa.n
Shafaq Sopori
Ghazal
pa.De jo haath chaman me.n ba-qasd-e-gul-chiinii
misaal-e-panja-e-qassaab KHuu.n me.n tar ho jaa.e
Rais Amrohvi
Ghazal
jo chhurii dekh ke qassaab kii tharraate the
shaan-e-haq hai vahii ab phirte hai.n KHanjar baa.ndhe
Rind Lakhnavi
Ghazal
harjaa.iyo har ek sii.n laalach nahii.n hai KHuub
hai bhiik maa.ng khaanaa bhalaa is kasab setii
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
mat kar 'afriidii' ko is maslaKH me.n paaband aaKHirash
zab.h ho jaave.nge tere haath ai qassaab ham
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Baqar Naqvi
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tere visaal ke liye apne kamaal ke liye
haalat-e-dil ki thii KHaraab aur KHaraab kii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tark-e-ulfat kii qasam bhii ko.ii hotii hai qasam
tuu kabhii yaad to kar bhuulne vaale mujh ko