SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kasab"
Ghazal
ahvaal us shikaar zubuu.n kaa hai jaa.e rahm
jis naa-tavaa.n ko muft na qassaab le gayaa
Meer Taqi Meer
Nazm
tawaif
tuu husuul-e-zar kii KHaatir kis qadar bechain hai
kasab-e-daulat zindagii kaa terii nasabulain hai
Mahirul Qadri
Mazahiya
phir ba.Dhe aage yahaa.n se vote ke armaan me.n
ghus pa.De ye ek buz qassaab kii duukaan me.n
Zareef Lakhnavi
Kulliyat
ahvaal us shikaar zubuu.n kaa hai jaa.e rahm
jis naa-tavaa.n ko muft na qassaab le gayaa
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kasab"
Ghazal
dahan-e-gurg se jiitaa jo bachuu.n sahraa me.n
zab.h karne ke liye mol le qassaab mujhe
Haidar Ali Aatish
Kulliyat
phirte hai.n chunaa.nche liye KHuddaam silaate
darvesho.n ke pairaahan-e-sad-chaak-e-qasab ko
Meer Taqi Meer
Ghazal
nahii.n qassaab-e-ajal se ko.ii be-Gam hargiz
postii.n chhiine ye mun.im kii to ka.ngaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
parvarish taqdiir kartii hai mujhe bahr-e-qazaa
zab.h ko parvarda karnaa kaam hai qassaab kaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ruu-e-suKHan hai us kaa KHariidaar kii taraf
qassaab de rahaa hai jo billii ko gaaliyaa.n
Shafaq Sopori
Ghazal
pa.De jo haath chaman me.n ba-qasd-e-gul-chiinii
misaal-e-panja-e-qassaab KHuu.n me.n tar ho jaa.e
Rais Amrohvi
Ghazal
jo chhurii dekh ke qassaab kii tharraate the
shaan-e-haq hai vahii ab phirte hai.n KHanjar baa.ndhe
Rind Lakhnavi
Ghazal
harjaa.iyo har ek sii.n laalach nahii.n hai KHuub
hai bhiik maa.ng khaanaa bhalaa is kasab setii
Abroo Shah Mubarak
Kulliyat
hai takalluf hai ta.ayyun is qasab-poshii kii qaid
KHirqa-e-sad-chaak pahno aap ko rusvaa karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
mat kar 'afriidii' ko is maslaKH me.n paaband aaKHirash
zab.h ho jaave.nge tere haath ai qassaab ham

