SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasautii"
Ghazal MATCHES FOR "kasautii"
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
mujhe to roz kasauTii pe dard kastaa hai
ki jaa.n se jism ke baKHiye udha.Dte rahte hai.n
Gulzar
Ghazal
agar khoTii ulfat se hai tum ko dhoka
kasauTii par us ko cha.Dhaa liijiyegaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
saKHt jaan-levaa hai saadgii mohabbat kii
zahr kii kasauTii par zindagii ko kastii hai
Ravish Siddiqi
Ghazal
kiye pe apne tuu pachhtaa.egaa ba-har-suurat
kharaa kasauTii pe jab be-qusuur utregaa
Pawan Kumar
Ghazal
zard zaahid hai to kyaa khoT abhii hai dil me.n
'zauq' us zar ko kasauTii pe kasaa lagtaa hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mai.n huu.n lamho.n ko kasauTii pe parakhne vaalaa
vaqt ho sone kaa paanii to mujhe KHat likhnaa
Mutrib Nizami
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
mai.n apne fe.al-o-amal par kharii rahii 'miinaa'
amal kasauTii pe ham be-hijaab rakhte hai.n
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
ab zamaane kii kasauTii kaa yahii me.aar hai
siip se niklaa nahii.n phir bhii guhar kahte hai.n log
Tashna Azmi
Ghazal
adaalat kii kasauTii par kasaa jaataa hai jab mujrim
qalam kii ek jumbish saare hiile kaaT detii hai
Qazi Abdur Rauf Anjum
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
tamaam shahr hii naqqaad ho gayaa 'aadil'
parakh rahe hai.n kasauTii pe sab suKHan meraa
Kamran Adil
Ghazal
kam mat gino ye baKHt-siyaaho.n kaa ra.ng-e-zard
sonaa vahii jo hove kasauTii kasaa hu.aa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
parkhegaa vaqt tujh ko kasauTii pe baar baar
'anvar-kamaal’ apne tuu jauhar bachaa ke rakh
Anwar Kamal Anwar
Ghazal
saamne jis ke thii hiire kii chamak bhii phiikii
us ko parkhaa jo kasauTii pe to shiisha niklaa
Ashraf Yaqubi
Ghazal
un amn-pasando.n ke parakhne ko kasauTii
is daur kii tafsiil-e-fasaadaat bahut hai