SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasb"
Ghazal MATCHES FOR "kasb"
Ghazal
kare hai baada tire lab se kasb-e-ra.ng-e-faroG
KHat-e-piyaala saraasar nigaah-e-gul-chii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kare hai baada tire lab se kasb-e-ra.ng-e-faroG
KHat-e-piyaala saraasar nigaah-e-gul-chii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kuchh to taa-umr rahe kasb-e-hunar me.n masruuf
aur kuchh tamGa-o-alqaab ke piichhe piichhe
Wasi Shah
Ghazal
Allama Talib Jauhari
Ghazal
ai 'jaliil' aap bhii kis dhyaan me.n hai.n KHair to hai
KHvaahis-e-qadr-e-hunar kasb-e-hunar se pahle
Jaleel Manikpuri
Ghazal
in ke boso.n kii tamannaa hai labo.n ko 'aatish'
aa.ina kasb-e-safaa karte hai.n jin gaalo.n se
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kab dil shikast-gaa.n se kar arz-e-haal aayaa
hai be-sadaa vo chiinii jis me.n ki baal aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
hame.n aziiz hamesha rahii hai nisbat-e-KHaak
ye sar jhukaa rahaa kasb-e-kamaal kar ke bhii
Arif Imam
Ghazal
us shola-KHuu se kasb-e-haraarat kare hai daaG
zarra hai jis kaa soz-e-dil-e-aaftaab me.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
laakho.n muhaal aqlii o 'aadii sahii magar
kasb-e-ma.aash sab se hai dushvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kasb-e-mut.harrik se paa-basta nasab tuGre
ye kyaa hai ko.ii ahl-e-KHaatam se nahii.n kahtaa
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
vo shaa.ero.n ko ataa kartaa hai KHayaal na.e
musavviro.n ko vo kasb-e-kamaal detaa hai
Shobha Kukkal
Ghazal
faroG-e-tab-e-KHudaa-daad garche thaa 'vahshat'
riyaaz kam na kiyaa ham ne kasb-e-fan ke liye
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
shohrat kii talab hai ki hai iz.haar kaa chaskaa
ye kasb-e-sataa.ish hai ki phir kasb-e-hunar hai