SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasb"
Nazm MATCHES FOR "kasb"
Nazm
shahid-e-watan
baiThiye dam-bhar shahiidaan-e-vatan kii KHaak par
aa.iye us KHaak se kasb-e-faziilat kiijiye
Josh Malsiani
Nazm
mera watan
tujh ko kas baat par hai naaz bataa
kyaa nahii.n aur mulk tere sivaa
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
ilm
haa.n ye mumkin hai shu.aa.e.n ho.n zarar kaa baa.is
kaun kahtaa hai ujaalo.n se karo kasb-e-ziyaa.n
Daud Ghazi
Nazm
kya kahiye
kasb-e-mut.harrik se paa-basta nasab tuGre
ye kyaa hai ko.ii ahal-e-KHaatam se nahii.n kahtaa
Meem Hasan Lateefi
Nazm
abhi kuchh aur
hare mausam se KHushbuu kasb karnii hai
lahuu denaa hai saare zard patto.n aur phuulo.n ko
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
nam-o-nang
kasb-e-majbuur par bhii ye ehsaas
izzat-e-nafs aur vaz.a kaa paas
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
saza
mai.n ne ye kab kahaa thaa mohabbat me.n hai najaat
mai.n ne ye kab kahaa thaa vafaadaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
kaun sii qaum faqat terii talabgaar hu.ii
aur tere liye zahmat-kash-e-paikaar hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
kis qadar tum pe giraa.n sub.h kii bedaarii hai
ham se kab pyaar hai haa.n nii.nd tumhe.n pyaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
ham kab tak piit ke dhoke me.n
tum kab tak duur jharoke me.n
Ibn۔e۔Insha
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qalb-e-maahaul me.n larzaa.n sharar-e-ja.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n kaasa kisii subuk-sar kaa
jo Gaasibo.n ko qasiido.n se sarfaraaz kare
Ahmad Faraz
Nazm
andesha
chuu.Diyo.n par bhii ka.ii tanz kiye jaa.e.nge
kaa.npte haatho.n pe bhii fiqre kase jaa.e.nge