SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashiid"
Ghazal MATCHES FOR "kashiid"
Ghazal
unhe.n bhii dekh kabhii ai nigaar-e-shaam-e-bahaar
jo ek rang se tasviir-e-jaa.n banaate hai.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
piyo ki muft lagaa dii hai KHuun-e-dil kii kashiid
giraa.n hai ab ke mai-e-laala-faam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
agarche kaam thaa mushkil magar maza aayaa
kashiid zahr se aab-e-hayaat karte hu.e
Khurshid Talab
Ghazal
kuchh Gam kashiid karne hai.n apne vajuud se
jaa Gam ke saathiye mujhe tanhaa.ii chaahiye
Anjum Saleemi
Ghazal
in talKH aa.n.su.o.n ko na yuu.n mu.nh banaa ke pii
ye mai hai KHud-kashiid ise muskuraa ke pii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
KHud apnii KHaak se karte hai.n mauj-e-nuur kashiid
phir us se ek na.ii kahkashaa.n banaate hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
mai.n baad o baaraa.n se aatish kashiid kartaa huu.n
ki aab o KHaak kii tamsiil hai idaara miraa
Saleem Kausar
Ghazal
muddat se pii nahii.n hai to phir faa.eda uThaa
vo chal ke aa gayaa hai to kar le kashiid use
Bedil Haidri
Ghazal
jo kashiid karne kaa hausla hai to kiijiye
ki hazaar tarah kii raahate.n hai.n azaab me.n
Syed Mubarak Shah
Ghazal
hai kashiid-e-suKHan-e-KHaas vadii.at mujh ko
ghuumtaa phirtaa huu.n ye itr chhi.Daktaa hu.aa mai.n
Irfan Sattar
Ghazal
lagaa rahaa tuu kisii din kashiid kar luu.ngaa
na.ii zabaan puraanii zabaa.n ke andar se
Sanaullah Zaheer
Ghazal
phuul se kartaa huu.n mai.n KHushbuu kashiid
raa.egaanii ko samar kartaa huu.n mai.n
Adnan Munawar
Ghazal
luGaat-e-jaa.n se kashiid karte hu.e suKHan ko
mai.n ek harf-e-Galat ma.aanii se Dar rahaa thaa
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
kisii kii chaal ne nashshe kaa ras kashiid kiyaa
kisii kaa jism taraashaa gayaa sharaabo.n se