SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashiid"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kashiid"
Ghazal
unhe.n bhii dekh kabhii ai nigaar-e-shaam-e-bahaar
jo ek rang se tasviir-e-jaa.n banaate hai.n
Ahmad Mushtaq
PAGE MATCHES FOR "kashiid"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kashiid"
Ghazal
agarche kaam thaa mushkil magar maza aayaa
kashiid zahr se aab-e-hayaat karte hu.e
Khurshid Talab
Nazm
hazar karo mere tan se
har ik kashiid hai sadiyo.n ke dard o hasrat kii
har ik me.n mohr-ba-lab Gaiz o Gam kii garmii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuchh Gam kashiid karne hai.n apne vajuud se
jaa Gam ke saathiye mujhe tanhaa.ii chaahiye
Anjum Saleemi
Ghazal
in talKH aa.n.su.o.n ko na yuu.n mu.nh banaa ke pii
ye mai hai KHud-kashiid ise muskuraa ke pii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mai.n baad o baaraa.n se aatish kashiid kartaa huu.n
ki aab o KHaak kii tamsiil hai idaara miraa
Saleem Kausar
Ghazal
KHud apnii KHaak se karte hai.n mauj-e-nuur kashiid
phir us se ek na.ii kahkashaa.n banaate hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
muddat se pii nahii.n hai to phir faa.eda uThaa
vo chal ke aa gayaa hai to kar le kashiid use
Bedil Haidari
Ghazal
jo kashiid karne kaa hausla hai to kiijiye
ki hazaar tarah kii raahate.n hai.n azaab me.n
Syed Mubarak Shah
Ghazal
lagaa rahaa tuu kisii din kashiid kar luu.ngaa
na.ii zabaan puraanii zabaa.n ke andar se
Sanaullah Zaheer
Ghazal
hai kashiid-e-suKHan-e-KHaas vadii.at mujh ko
ghuumtaa phirtaa huu.n ye itr chhi.Daktaa hu.aa mai.n
Irfan Sattar
Ghazal
phuul se kartaa huu.n mai.n KHushbuu kashiid
raa.egaanii ko samar kartaa huu.n mai.n














