SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashmakash-e-rizq"
Ghazal MATCHES FOR "kashmakash-e-rizq"
Ghazal
kaisii ibrat hai ki is kashmakash-e-rizq me.n ham
apne hii rizq kii KHuuraak hu.e jaate hai.n
Farasat Rizwi
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
na is ke saath hamaaraa bhii mol hone lage
hai.n kashmakash me.n ki musht-e-guhar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Raza Hamdani
Ghazal
asiir-e-kashmakash-e-daur-e-pur-mehan me.n rahaa
vo aaftaab huu.n jo muddato.n gahan me.n rahaa
Zabt Ansari
Ghazal
vo log kahaa.n jaa.e.n jo kaafir hai.n na dii.n-daar
phir kashmakash-e-kaafir-o-diin-daar chalii hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
na.ii mohabbate.n 'KHaalid' puraanii dostiyaa.n
azaab-e-kashmakash-e-be-amaa.n me.n rahte hai.n
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
ab ham hai.n aur kashmakash-e-mauj-e-iztiraab
kashtii Dubo.ii aur alag naaKHudaa hu.aa
Nazish Badayuni
Ghazal
maslak hai mohabbat kaa val-itmaam minallaah
kyo.n kashmakash-e-KHaatir-e-naakaam hame.n do
Mani Nagpuri
Ghazal
ai intihaa-e-kashmakash-e-shaiKH-o-barhman
hinduu hai zindagii na musalmaa.n hai zindagii
Mohammad Abbas Safiir
Ghazal
abhii to kashmakash-e-daar-o-giir baaqii hai
abhii hayaat kaa maahaul saazgaar nahii.n
Riyasat Ali Taj
Ghazal
ye kashmakash-e-shams-o-qamar dekhte chaliye
aaho.n kaa zaraa apnii asar dekhte chaliye
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
agar na kashmakash-e-vahshat-e-junuu.n hotii
to chaak jaib-o-garebaa.n kiyaa na karte ham
Ashique Akbarabadi
Ghazal
achchhaa hii hu.aa Duub gayaa meraa safiina
ab kashmakash-e-saahil-o-tuufaa.n to nahii.n hai
Fazil Ansari
Ghazal
aa gayaa kashmakash-e-suud-o-ziyaa.n kaa hangaam
dasht karne lage pathraav tarab-KHaano.n par
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
khulii fazaa thii magar paa.nv me.n thii.n zanjiire.n
ajiib kashmakash-e-jabr-o-iKHtiyaar me.n thaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
taa-kujaa kashmakash-e-ranj-e-asiirii sayyaad
kyaa mirii qaid-e-sitam kii ko.ii mii.aad nahii.n