SEARCH RESULTS
Showing search results for "katba"
Ghazal MATCHES FOR "katba"
Ghazal
vafaa karuu.ngaa kisii sogvaar chehre se
puraanii qabr pe katba nayaa sajaa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
'saajid' tuu apne naam kaa katba uThaa.e phir
ye lafz kab libaas-e-ma.aanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Ghazal
zarra zarra hai yahaa.n ik katba-e-sirr-alast
aap hii vaaqif nahii.n hai.n rasm-e-KHatt-e-raaz se
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
yaar logo.n ne use katba banaa Daalaa 'adiim'
aaKHirii patthar bachaa jo umr kii ta.amiir kaa
Adeem Hashmi
Ghazal
qatra qatra bahte rahe be-maaya rahe
aa.nsuu dariyaa ban sakte the nahii.n bane
Daniyal Tareer
Ghazal
kis ne apne haath se KHud maut kaa katba likhaa
kaun apnii qabr par 'ibrat kaa patthar ho gayaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Anjum Saleemi
Ghazal
aate dino.n me.n teraa havaala to ban sakii.n
katba banaa ke qabr ke uupar lagaa hame.n
Hasan Abbas Raza
Ghazal
raqam hai jis pe mere aabaa-o-ajdaad kaa shajara
mire ghar kii khudaa.ii me.n vahii katba nikal aayaa
Nawaz Asimi
Ghazal
mirii har raat nii.ndo.n se KHafaa hai
miraa har KHvaab katba ban rahaa hai
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
mujaaviraan-e-adab ik nazar inaayat kii
Gazal kii shakl me.n katba lagaa na rah jaa.e
Tasneem Abidi
Ghazal
mere KHadd-o-KHaal ko dekho aur pahchaano
mai.n bhii apnii 'irfaanii kaa katba huu.n
Khaleel Rampuri
Ghazal
miT gayaa huu.n kisii aur kii qabr me.n
meraa katba kahii.n be-nishaa.n rah gayaa
Anjum Saleemi
Ghazal
mai.n us kii qabr pe katba lagaa ke aaya huu.n
jo miT gayaa miraa naam-o-nishaa.n miTaate hu.e
Shaukat Fahmi
Ghazal
Qaus Siddiqui
Ghazal
qabr pe diip na rakh naam kaa katba na lagaa
ham ne mushkil se ye tanhaa.ii kamaa.ii hu.ii hai
Rashid Ameen
Ghazal
pal do pal kaa saath hai ab raushnii kaa chal pa.De.n
shaam hai ik katba-e-qabr-e-javaa.n khole hu.e
Musavvir Sabzwari
Ghazal
har imaarat pe na.e saal kaa katba dekhaa
pahu.nche nazdiik to aasaar puraane nikle