SEARCH RESULTS
Showing search results for "katba"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "katba"
Ghazal
vafaa karuu.ngaa kisii sogvaar chehre se
puraanii qabr pe katba nayaa sajaa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
'saajid' tuu apne naam kaa katba uThaa.e phir
ye lafz kab libaas-e-ma.aanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Nazm
kali diwar
naa turbat naa katba ko.ii naa haDDii naa maas
phir bhii paagal nainaa.n ko thii piyaa milan kii aas
Ahmad Faraz
Ghazal
zarra zarra hai yahaa.n ik katba-e-sirr-alast
aap hii vaaqif nahii.n hai.n rasm-e-KHatt-e-raaz se
Ghulam Bhik Nairang
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "katba"
Ghazal
yaar logo.n ne use katba banaa Daalaa 'adiim'
aaKHirii patthar bachaa jo umr kii ta.amiir kaa
Adeem Hashmi
Ghazal
qatra qatra bahte rahe be-maaya rahe
aa.nsuu dariyaa ban sakte the nahii.n bane
Daniyal Tareer
Ghazal
kis ne apne haath se KHud maut kaa katba likhaa
kaun apnii qabr par 'ibrat kaa patthar ho gayaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Anjum Saleemi
Nazm
shahr-ashob
taqdiir-e-fasiil-e-shahr katba hai ki gul-dasta
ai shahr-e-rasan-basta
Iftikhar Arif
Ghazal
aate dino.n me.n teraa havaala to ban sakii.n
katba banaa ke qabr ke uupar lagaa hame.n