SEARCH RESULTS
Showing search results for "kavii"
Ghazal MATCHES FOR "kavii"
Ghazal
qavii bhii hai za.iif bhii hamaaraa haafiza 'shu.uur'
maze tamaam yaad hai.n azaab ek bhii nahii.n
Anwar Shuoor
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kunj-kaavii jo kii siine kii Gam-e-hijraa.n ne
is dafiine me.n se aqsaam-e-javaahar niklaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dushman kaa hausla kabhii itnaa qavii na thaa
mere tabaah hone me.n teraa bhii daKHl hai
Ibrat Machlishahri
Ghazal
siina-kaavii ke liye shart hai dil kii himmat
naaKHun-e-dast-e-junuu.n tesha-e-farhaad nahii.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
paar bhii ho na kaleje ke to phir kyaa bulbul
misra-naala jigar-kaavii hai go mauzuu.n hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
shikast khaa ga.e jo jism the qavii haikal
muzaahimat ke liye hausla zaruurii thaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
karo dil ke viiraane kii kunj-kaavii
dabe is kha.nDar me.n KHazaane bahut hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
hamaarii aah-o-bakaa se hai jism-e-shauq qavii
ye haath baayaa.n hai apnaa vo haath hai dahnaa
Shad Azimabadi
Ghazal
isii umiid pe aa.nkho.n ke KHvaab zinda hai.n
ki ek din kavii taa'biir guftuguu karegii