SEARCH RESULTS
Showing search results for "kesh"
Ghazal MATCHES FOR "kesh"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa rab ye jahaan-e-guzaraa.n KHuub hai lekin
kyuu.n KHvaar hai.n mardaan-e-safaa-kesh o hunar-mand
Allama Iqbal
Ghazal
na hashr-o-nashr kaa qaa.il na kesh o millat kaa
KHudaa ke vaaste aise kii phir qasam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jii me.n aataa hai ki us shoKH-e-taGaaful-kesh se
ab na miliye phir kabhii aur bevafaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Ghazal
jab qadam us kaafir-e-bad-kesh kii jaanib ba.Dhe
duur pahu.nche sau qadam parhez-gaarii rah ga.ii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
us sitam-kesh ke chakmo.n me.n na aanaa 'beKHud'
haal-e-dil kis ko sunaate ho ye kyaa karte ho
Bekhud Dehlvi
Ghazal
tujh me.n kyaa baat hai ai dil ki vafaa-kesh ye aql
merii baa.ndii hai magar kaam tiraa kartii hai
Mohammad Aazam
Ghazal
tuu mire haal se Gaafil hai par ai Gaflat-kesh
tere andaaz-e-taGaaful nahii.n Gaflat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
vo sitam-kesh bahar-haal sitam-kesh rahe
dard soyaa bhii nahii.n thaa ki jagaane nikle
Raza Amrohvi
Ghazal
Kunwar Bechain
Ghazal
KHudaa kare kahe tujh se ye kuchh KHudaa-lagtii
ki zulf ai but-e-bad-kesh tere kaan lagii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mohabbato.n kii vafaa-kesh baarisho.n se na ruuTh
kisii se ruuTh magar apne dosto.n se na ruuTh
Irfan Siddiqi
Ghazal
Sahba Akhtar
Ghazal
tuu jafaa-kesh rahaa aur me.n vafaa-kosh rahaa
baat terii bhii mirii baat se aage na ba.Dhii
Asad Badayuni
Ghazal
ai taGaaful-kesh jaldii aa ki tuu vaaqif nahii.n
is dil-e-betaab o jaan-e-muztarib ke Dha.ng se