SEARCH RESULTS
Showing search results for "kesh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kesh"
Ghazal
Mirza Ghalib
Marsiya
hai ruu-kash-e-fazaa-e-iram vaadi-e-nabard
uThtaa hai KHaak se tataq-e-nuur jaa-e-gard
Meer Anees
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
'arsh
'अर्शعَرْش
Arabic
the highest (the ninth) sphere, the empyrean (where the throne of God is), heaven (as throne of God)
MORE MATCHES FOR "kesh"
Ghazal
jii me.n aataa hai ki us shoKH-e-taGaaful-kesh se
ab na miliye phir kabhii aur bevafaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Ghazal
jab qadam us kaafir-e-bad-kesh kii jaanib ba.Dhe
duur pahu.nche sau qadam parhez-gaarii rah ga.ii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
us sitam-kesh ke chakmo.n me.n na aanaa 'beKHud'
haal-e-dil kis ko sunaate ho ye kyaa karte ho
Bekhud Dehlvi
Ghazal
tujh me.n kyaa baat hai ai dil ki vafaa-kesh ye aql
merii baa.ndii hai magar kaam tiraa kartii hai
Mohammad Aazam
Nazm
madh
kuchh na.ng nahii.n ranj-e-asiirii ki puraanaa
mardaan-e-safaa-kesh se hai rishtaa-e-zanjiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
kis diin kaa murshid hai, kis kesh kaa mojid hai
kis shahr kaa shahna hai kis des kaa vaalii hai?
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
tuu mire haal se Gaafil hai par ai Gaflat-kesh
tere andaaz-e-taGaaful nahii.n Gaflat vaale



