SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaak-e-saaqi-e-mahvash"
Ghazal MATCHES FOR "khaak-e-saaqi-e-mahvash"
Ghazal
Gubaar-e-rind hai yaa KHaak-e-saaqi-e-mahvash
adab se chuum ke har saaGar-e-sifaal ko dekh
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
ai saaqi-e-mah-vash Gam-e-dauraa.n nahii.n uThtaa
darvesh ke hujre se ye mehmaa.n nahii.n uThtaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
daur-e-nigaah-e-saaqii-e-mastaana ek hai
paimaane do hai.n gardish-e-paimaana ek hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
fareb-e-saaqi-e-mahfil na puuchhiye 'majruuh'
sharaab ek hai badle hu.e hai.n paimaane
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
laGzish-e-saaqii-e-mai-KHaana KHudaa KHair kare
phir na TuuTe ko.ii paimaana KHudaa KHair kare
Abdullateef Shauq
Ghazal
saaGar me.n pa.Daa 'aks-e-ruKH-e-saaqii-e-mahvash
paidaa hu.aa mahtaab me.n mahtaab kaa 'aalam
Dharampal Gupta Wafa Dehlvi
Ghazal
ai saaqii-e-KHush-kaam tiraa naam bahut hai
mad.hosh banaane ko yahii jaam bahut hai
Rishi Patialvi
Ghazal
ra.ng hai ai saaqii-e-sarshaar qiasar-baaG me.n
phuul piite hai.n tire mai-KHvaar qiasar-baaG me.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
ulfat-e-saaqii-e-mahvash ke tasavvur me.n sharaab
aaj saaGar me.n parii ban ke utar aa.ii hai
Shiv Charan Das Goyal Zabt
Ghazal
jalva-e-saaqii-o-mai jaan liye lete hai.n
shaiKH jii zabt kare.n ham to piye lete hai.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
dil-o-nigaah pe kyuu.n chhaa rahaa hai ai saaqii
ye terii aa.nkh kaa nashsha sharaab se pahle
A G Josh
Ghazal
vo aadmii ki jo mahmil thaa aaftaabo.n kaa
ba-qadr-e-yak-do kaf-e-KHaak-e-rahguzar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
na daamano.n me.n yahaa.n KHaak-e-rahguzar baa.ndho
misaal nik.hat-e-gul mahmil-e-safar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
zahr-e-chashm-e-saaqii me.n kuchh ajiib mastii hai
Garq kufr o iimaa.n hai.n daur-e-mai-parastii hai
Ravish Siddiqi
Ghazal
nazaara-e-ruKH-e-saaqii se mujh ko mastii hai
ye aaftaab parastii bhii mai-parastii hai