SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaak-e-saaqi-e-mahvash"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khaak-e-saaqi-e-mahvash"
Ghazal
Gubaar-e-rind hai yaa KHaak-e-saaqi-e-mahvash
adab se chuum ke har saaGar-e-sifaal ko dekh
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
ai saaqi-e-mah-vash Gam-e-dauraa.n nahii.n uThtaa
darvesh ke hujre se ye mehmaa.n nahii.n uThtaa
Abdul Hamid Adam
Sher
aataa hai jii me.n saaqi-e-mah-vash pe baar baar
lab chuum luu.n tiraa lab-e-paimaana chho.D kar
Jaleel Manikpuri
Sher
uTThii hai chashm-e-saaqii-e-mai-KHaana bazm par
ye vaqt vo nahii.n ki halaal-o-haraam dekh
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
laGzish-e-saaqii-e-mai-KHaana KHudaa KHair kare
phir na TuuTe ko.ii paimaana KHudaa KHair kare
Abdullateef Shauq
PAGE MATCHES FOR "khaak-e-saaqi-e-mahvash"
MORE MATCHES FOR "khaak-e-saaqi-e-mahvash"
Sher
laGzish-e-saaqii-e-mai-KHaana KHudaa KHair kare
phir na TuuTe ko.ii paimaana KHudaa KHair kare
Abdullateef Shauq
Ghazal
ai saaqii-e-KHush-kaam tiraa naam bahut hai
mad.hosh banaane ko yahii jaam bahut hai
Rishi Patialvi
Ghazal
saaGar me.n pa.Daa 'aks-e-ruKH-e-saaqii-e-mahvash
paidaa hu.aa mahtaab me.n mahtaab kaa 'aalam
Dharampal Gupta Wafa Dehlvi
Naat
jis ko haasil hai.n Gam-e-saaqii-e-kausar ke maze
us kii taqdiir me.n hai.n rahmat-e-daavar ke maze
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
daur-e-nigaah-e-saaqii-e-mastaana ek hai
paimaane do hai.n gardish-e-paimaana ek hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
nigaah-e-saaqii-e-naa-mehrbaa.n ye kyaa jaane
ki TuuT jaate hai.n KHud dil ke saath paimaane
Majrooh Sultanpuri
Qita
tabassum-e-lab-e-saaqii chaman khilaa hii gayaa
nashaat-e-fasl-e-bahaaraa.n dilo.n pe chhaa hii gayaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
nazaara-e-ruKH-e-saaqii se mujh ko mastii hai
ye aaftaab parastii bhii mai-parastii hai
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
zahr-e-chashm-e-saaqii me.n kuchh ajiib mastii hai
Garq kufr o iimaa.n hai.n daur-e-mai-parastii hai
Ravish Siddiqi
Ghazal
ra.ng hai ai saaqii-e-sarshaar qiasar-baaG me.n
phuul piite hai.n tire mai-KHvaar qiasar-baaG me.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
sharaab o saaqii-e-mah-ruu jo saath ho.n 'bedaar'
to KHush-numaa hai shab-e-maahtaab me.n dariyaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ulfat-e-saaqii-e-mahvash ke tasavvur me.n sharaab
aaj saaGar me.n parii ban ke utar aa.ii hai







