SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaayaa"
Ghazal MATCHES FOR "khaayaa"
Ghazal
ye mahtaab ye raat kii peshaanii kaa ghaav
aisaa zaKHm to dil par khaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
in dino.n aap kaa aalam bhii ajab aalam hai
tiir khaayaa hu.aa jaise ko.ii aahuu aa.e
Bashir Badr
Ghazal
Gopaldas Neeraj
Ghazal
tere mad.hosh se kyaa hosh o KHirad kii ho umiid
raat kaa bhii na jise khaayaa hu.aa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
pahchaan liye ham ne tevar Gam-e-dauraa.n ke
duniyaa me.n rahaa lekin dhokaa nahii.n khaayaa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
khaane ko to zahr bhii khaayaa jaa saktaa hai
lekin us ko phir samjhaayaa jaa saktaa hai
Shakeel Jamali
Ghazal
sar uThaa.e kha.Daa thaa pahaa.Do.n pe mai.n
pattii pattii bikhartaa hu.aa mai.n hii thaa
Mohammad Alvi
Ghazal
pesh kar daaG agar dil pe ko.ii khaayaa ho
ishq har aashiq-e-saadiq se nishaanii maa.nge
Nushur Wahidi
Ghazal
tujh ko khaa jaa.egaa ai 'mus.hafii' ye Gam ik roz
dil ke jaane kaa tuu itnaa bhii na Gam khaayaa kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
zaKHm us teG-e-nigah kaa mire dil ne ha.ns kar
is maze-daarii se khaayaa hai ki jii jaane hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
paan khaayaa hai to is vaqt bhii laazim hai yahii
ek bosa hame.n diije lab-o-dandaan kii KHair
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ham ne jo saada-lauhii me.n khaayaa ko.ii fareb
phir vo fareb auro.n ko khaane nahii.n diyaa
Nawaz Deobandi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
shaayad kabaab kar kar khaayaa kabuutar un ne
naama u.Daa phire hai us kii galii me.n par saa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hairat karte hai.n bachche jab sunte hai.n
ek ruupe me.n ham ne kyaa kyaa khaayaa hai