SEARCH RESULTS
Showing search results for "khala ki jaan"
Ghazal MATCHES FOR "khala ki jaan"
Ghazal
Jan Kashmiri
Ghazal
har jabii.n par hai sajii jhuuT kii surKHii ai 'jaan'
ab to insaan bhii aKHbaar nazar aate hai.n
Jan Kashmiri
Ghazal
aa jaa KHudaa ke vaaste aa jaa na der kar
dil meraa vaa-guzaar hu.aa hai abhii abhii
Jan Kashmiri
Ghazal
sab dilo.n me.n jaa-guzii.n hai.n Gam ke qisse ek se
sab jabiino.n par raqam be-raunaqii hai ek sii
Jan Kashmiri
Ghazal
be-suluukii ne buraa.ii me.n bhii ja.D pak.Dii hai
kyo.n riyaa-kaar riyaa-kaar se bach bach ke chalaa
Jan Kashmiri
Ghazal
yuu.n lamha lamha chhalke miraa jaam-e-zindagii
bachche ke haath jaise labaalab gilaas hai
Jan Kashmiri
Ghazal
aafat-e-jaa.n us parii se dil lagaanaa ho gayaa
us ko kyaa chaahaa ki ik dushman zamaana ho gayaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
ishq me.n hu.aa un ke dushman ik jahaa.n apnaa
dard-e-dil kare.n kis se jaa kar ab bayaa.n apnaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
hazaar jaan se mushk-e-KHutan ho halqa-ba-gosh
jo suu.ngh le kabhii us zulf-e-pur-shikan kii buu
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
mai.n musta.id huu.n agar naala-o-fuGaa.n ke liye
to kuchh se kuchh abhii ho jaa.e aasmaa.n ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
shaayad ki azm-e-kuucha-e-jaanaa.n hai dil ko aaj
bhejaa hai pahle jaan ko jo paa-turaab me.n
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
tire huzuur na KHaalii kisii kaa jaam rahaa
vo KHush-nasiib to mai.n huu.n ki tishna-kaam rahaa