SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharabat"
Ghazal MATCHES FOR "kharabat"
Ghazal
udaas udaas hai.n sham.e.n bujhe bujhe saaGar
ye kaisii shaam-e-KHaraabaat ho ga.ii pyaare
Habib Jalib
Ghazal
masjid ke zer-e-saaya KHaraabaat chaahiye
bhau.n paas aa.nkh qibla-e-haajaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-kushaa baada-e-saafii kaa kise zauq nahii.n
baatin-afroz ko.ii piir-e-KHaraabaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
phir vahii jaa.n-ba-labii lazzat-e-mai se pahle
phir vo mahfil jo KHaraabaat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yuu.n chaTaktii hai.n KHaraabaat me.n jaise kaliyaa.n
tishnagii saaGar-e-labrez se Takraatii hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mast aa.nkho.n se bhii ham pyaas bujhaa sakte hai.n
baKHshish-e-miir-e-KHaraabaat zaruurii to nahii.n
Gopal Krishn Shafaq
Ghazal
masjid me.n imaam aaj hu.aa aa ke vahaa.n se
kal tak to yahii 'miir' KHaraabaat-nashii.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
le jaatii hai us samt hame.n gardish-e-dauraa.n
ai dost KHaraabaat se kyaa kaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
shaam se sub.h talak chalte hai.n jaam-e-mai-e-aish
KHuub hotii hai basar ahl-e-KHaraabaat kii raat
Ameer Minai
Ghazal
vo ahd-e-javaanii vo KHaraabaat kaa aalam
naGmaat me.n Duubii hu.ii barsaat kaa aalam
Abdul Hamid Adam
Ghazal
aa.iin-e-KHaraabaat mo'attal hai to kuchh roz
ai rind-e-balaa-nosh-o-tahii-jaam taras bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
kahtaa hai 'adam' mujh ko har ik gosha-e-hastii
aayaa hai to kuchh sair-e-KHaraabaat kiye jaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
dair o ka.aba hii is kaa na ta'alluq samjho
zindagii hai ye KHaraabaat bhii ho jaatii hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
saaGar-e-baada-e-gul-ra.ng to kuchh duur nahii.n
nigah-e-piir-e-KHaraabaat se Dar lagtaa hai