SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaslat"
Ghazal MATCHES FOR "khaslat"
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Nawaz Asimi
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
mere un ke phir bhalaa kyuu.n-kar bane
KHatm hai dono.n kii KHaslat par ghamanD
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
jo har ik band se aazaad hai.n vo bhii 'maahir'
apnii KHaslat ke giraftaar nazar aate hai.n
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
Vandana Bhardwaj Tiwary Vani
Ghazal
unhe.n rahm karne kii aadat nahii.n hai
mirii ashk-rezii kii KHaslat nahii.n hai
Rasheed Khan Rahi
Ghazal
aazaar kii KHaslat bhii thii logo.n me.n numaayaa.n
kuchh shauq bhii is dil ko bhalaa.ii ke bahut the
Majeed Akhtar
Ghazal
KHudaa yuu.n jis ko chaahe de sa.aadat
vagarna sag me.n KHaslat hai humaa kii
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
vasl kii raat ho har roz badan kii KHvaahish
KHaslat-e-ishq hai taa-umr machalte rahnaa
Rizwan Haider
Ghazal
cha.Dhte suuraj kii mai.n puujaa kartaa huu.n
yaar yahii ik KHaslat zinda rakhtii hai