SEARCH RESULTS
Showing search results for "khisht"
Ghazal MATCHES FOR "khisht"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jo abr hai vahii ab sa.ng-o-KHisht laataa hai
fazaa ye ho to dilo.n me.n nazaakate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
vahii jahaa.n hai tiraa jis ko tuu kare paidaa
ye sa.ng-o-KHisht nahii.n jo tirii nigaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
tuu apne 'arsh pe shaadaa.n hai so KHushii terii
mai.n apne farsh pe naazaa.n huu.n ai nigaar-e-azal
Ahmad Faraz
Ghazal
har sang o KHisht hai sadaf-e-gauhar-e-shikast
nuqsaa.n nahii.n junuu.n se jo saudaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
aayaa huu.n sang o KHisht ke ambaar dekh kar
KHauf aa rahaa hai saaya-e-diivaar dekh kar
Adeem Hashmi
Ghazal
vo KHush-KHiraam jab is raah se guzartaa hai
to sa.ng-o-KHisht bhii izn-e-KHitaab maa.ngte hai.n
Abbas Rizvi
Ghazal
mere hii sa.ng-o-KHisht se ta.amiir-e-baam-o-dar
mere hii ghar ko shahr me.n shaamil kahaa na jaa.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ba.ad-e-fanaa bhii aa.egii mujh mast ko na nii.nd
be-KHisht-e-KHam lahad me.n sirhaane dhare hu.e
Haidar Ali Aatish
Ghazal
nii.nd masto.n ko kahaa.n aur kidhar kaa takiya
KHisht-e-KHum-KHaana hai yaa.n apne to sar kaa takiya