SEARCH RESULTS
Showing search results for "khude"
Ghazal MATCHES FOR "khude"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kuchh na thaa kuchh bhii na thaa jab mire aasaar khude
ek dil thaa so ka.ii jagah se TuuTaa niklaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ban gayaa be-KHud-e-nazzaara ba-alfaaz-e-digar
laaj rakh lii tire jalvo.n kii tamaashaa.ii ne
Shakeel Badayuni
Ghazal
aisaa ko.ii gumnaam zamaane me.n na hogaa
gum ho vo nagii.n jis pe khude naam hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
do Tuk.De ek vaar me.n KHuud-e-hubaab hai
girdaab-e-mauj teG ko sa.ng-e-fasaa.n hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dil dukhaa thaa miraa aisaa ki dikhaayaa na gayaa
dard itnaa thaa ki KHud un se ba.Dhaayaa na gayaa
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
tar KHuun-e-dil se naavak-e-jaanaa.n na kar sake
ham itnii bhii to KHaatir-e-mehmaa.n na kar sake
Afqar Mohani
Ghazal
ye be-KHud-e-ulfat thaa dam-e-sair-e-gulistaa.n
shamshaad se lipTaa qad-e-dildaar samajh kar
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
kahtii hai os phuul se o be-KHud-e-nashaat
ruu-e-KHizaa.n bhii zer-e-hijaab-e-bahaar hai
Aasi Ramnagri
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
zahr vaa.iz ke liye naam hai paimaane kaa
ye bhii kyaa mard-e-KHudaa chor hai mai-KHaane kaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
be-KHud-e-jalva kabhii aur kabhii hushiyaar rahaa
kabhii ma.abuud kabhii KHud ko mai.n banda samjhaa