SEARCH RESULTS
Showing search results for "khurda"
Ghazal MATCHES FOR "khurda"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
fareb-KHurda-e-manzil hai kaarvaa.n varna
ziyaada raahat-e-manzil se hai nashaat-e-rahiil
Allama Iqbal
Ghazal
phir merii kamand us ne Daale hii tu.Daa.ii hai
vo aahu-e-ram-KHurda phir raam nahii.n hotaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Shaayar Lakhnavi
Ghazal
zaKHm-KHurda lamho.n ko maslahat sambhaale hai
an-ginat mariizo.n me.n ek chaaragar tanhaa
Javed Akhtar
Ghazal
itnaa to jaante hai.n ki bande KHudaa ke hai.n
aage havaas gum KHirad-e-naa-rasaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
fareb-KHurda tabassum KHariidne ke liye
vaqaar-e-diida-e-pur-nam faroKHt hotaa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
daftar-e-lauh o qalam yaa dar-e-Gam khultaa hai
ho.nT khulte hai.n to ik baab-e-sitam khultaa hai
Waheed Akhtar
Ghazal
fareb-KHurda-e-manzil hai.n ham ko kyaa maaluum
ba-tarz-e-raahbarii raahzan kii baat karo
Zehra Nigaah
Ghazal
zaKHm-KHurda Gam-e-dauraa.n se hai.n jazbaat-e-latiif
husn aur ishq kii kyaa mad.h-saraa.ii likhiye
Syeda Farhat
Ghazal
aks-e-lab-e-paa.n-KHurda se dandaa.n hai.n tire surKH
yaa aatish-e-yaaquut hai ye aab-e-guhar me.n
Shah Naseer
Ghazal
tum bhii fareb-KHurda sahii par ba-sad-KHuluus
maqtuul-e-makr-o-said-e-daGaa ham hu.e ki tum
Rais Amrohvi
Ghazal
jis ko samjhe lab-e-paa.n-KHurda vo maalida-misii
mardumaa.n dekhiyo phuulii vo kahii.n shaam na ho
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
tirii jo aa.nkhe.n hai.n talvaar ke tale bhii idhar
fareb-KHurda hai tuu 'miir' kin nigaaho.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Manzar Bhopali
Ghazal
jo apne haatho.n luTe hai.n bas is pe zinda hai.n
KHudaa kuchh un ke liye bhii to sochtaa hogaa