SEARCH RESULTS
Showing search results for "khurshid talab"
Ghazal MATCHES FOR "khurshid talab"
Ghazal
kahaa.n kisii kaa banaayaa hu.aa banaate hai.n
nayaa banaate hai.n jab ham nayaa banaate hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
manzar kii diivaar ke piichhe ik manzar
kaalii chaadar se mu.nh Dhaa.npe ik manzar
Khurshid Talab
Ghazal
shajar par jitnii suukhii pattiyaa.n hai.n
tumhaare naam merii chiTThiyaa.n hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
sabab us kii pareshaanii kaa mai.n huu.n
namak kii fasl vo paanii kaa mai.n huu.n
Khurshid Talab
Ghazal
balaa se ko.ii kahe din ko raat chup rahnaa
tum apne ho.nTo.n pe rakh lenaa haat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
shadiid habs me.n raahat havaa se hotii hai
bahaal apnii tabii.at havaa se hotii hai
Khurshid Talab
Ghazal
ba.Daa ajiib thaa us kaa vidaa.a honaa bhii
na ho sakaa miraa us se lipaT ke ronaa bhii
Khurshid Talab
Ghazal
ye junuu.n ke ma.arke itne nahii.n aasaan bhii
soch lenaa is me.n jaa saktii hai terii jaan bhii
Khurshid Talab
Ghazal
dhu.aa.n u.Daate hu.e din ko raat karte hu.e
mala.ng aag se tathiir-e-zaat karte hu.e
Khurshid Talab
Ghazal
miTaate jaate hai.n jo bhii nishaa.n banaate hai.n
ham apne piichhe kahaa.n kaarvaa.n banaate hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
surma-e-chashm banaayaa dil o jaa.n par rakkhaa
zahr thaa phir bhii use mai.n ne zabaa.n par rakkhaa
Khurshid Talab
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
havaa to hai hii muKHaalif mujhe Daraataa hai kyaa
havaa se puuchh ke ko.ii diye jalaataa hai kyaa
Khurshid Talab
Ghazal
qusuur-vaar jo tum ho KHataa hamaarii bhii hai
diye bujhaane me.n shaamil havaa hamaarii bhii hai
Khurshid Talab
Ghazal
tamaasha rahguzar-dar-rahguzar afsos kaa hai
bhale hii KHush hai.n sab lekin safar afsos kaa hai
Khurshid Talab
Ghazal
vo jis ne Dhaal diyaa barf ko sharaare me.n
mai.n kab se soch rahaa huu.n usii ke baare me.n