SEARCH RESULTS
Showing search results for "kibr-sinii"
Ghazal MATCHES FOR "kibr-sinii"
Ghazal
mashGale kibr-sinii me.n vahii bachpan vaale
kabhii tasviire.n kabhii aa.ine ghar me.n rakhnaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
insaan hai to kibr sii.n kahtaa hai kyuu.n anaa
aadam to ham sunaa hai ki vo KHaak se banaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
qabr aur shahr me.n kuchh farq nahii.n hai 'saanii'
bas yahii roz kahii.n sub.h ko jaate hu.e ham
Mahender Kumar Sani
Ghazal
bhurbhurii sii haDDiyo.n me.n vaqt kaa suraaG thaa
apnii qabr khodne kaa hausla nahii.n hu.aa
Moid Rasheedi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Khalid Iqbal Taib
Ghazal
hanuuz siine kii chhoTii sii qabr KHaalii hai
agarche is me.n janaaze ka.ii utaare hai.n
Aslam Kolsarii
Ghazal
is daur me.n har ik tah-e-charKH-e-kuhan luTaa
auro.n kaa zar luTaa miraa naqd-e-suKHan luTaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
aa.nsuu thame jo ruKH pe vo gesuu bikhar gayaa
milte hii dono.n vaqt ke dariyaa Thahar gayaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
Anwar Ahmad Qureshi Nashtar
Ghazal
tanhaa safar hai aur hai yaado.n kii qabr-gaah
Thahre hu.e samaa.n me.n Dare jhii.nguro.n kii aah
Pranav Mishra Tejas
Ghazal
naqsh-e-KHayaal dil se miTaayaa nahii.n hanuuz
be-dard mai.n ne tujh ko bhulaayaa nahii.n hanuuz
Josh Malihabadi
Ghazal
kyaa KHabar tujh ko o daaman ko chhu.Daane vaale
aur bhii hai.n mujhe siine se lagaane vaale
Aalam Nizami
Ghazal
jidhar tujh ko jaate sanam dekhte hai.n
udhar pahro.n hasrat se ham dekhte hai.n
Rifat Zamani Begum Ismat
Ghazal
us ke siine se lagaa mai.n to khulii qabr me.n aa.nkh
KHatm hii ho gayaa botal pe sharaabii kaa safar