SEARCH RESULTS
Showing search results for "kiisa-e-darvesh"
Ghazal MATCHES FOR "kiisa-e-darvesh"
Ghazal
kiisa-e-darvesh me.n jo bhii hai zar utnaa hii hai
aur dekhaa jaa.e to mujh ko KHatar utnaa hii hai
Ateequllah
Ghazal
ham ne jaanaa hai yahii aa ke jahaa.n me.n 'darvesh'
honaa chaahe jo na hargiz vo bashar ho jaa.e
darvesh bharti
Ghazal
darpesh aa rahe hai.n vo haalaat aaj-kal
apno.n ko apno.n par hii bharosa nahii.n rahaa
darvesh bharti
Ghazal
'darvesh' apnii zaat se tum kyo.n ho mutma.in
kyaa gardish-e-hayaat ke tevar se duur hai
Kareem Darvesh
Ghazal
mile ho jab bhii tanhaa.ii me.n 'darvesh'
ko.ii taqriib-e-saada ho ga.ii hai
Tariq Rashid Darvesh
Ghazal
tere haatho.n kaa qalam hai jo asaa-e-darvesh
yahii ik din tujhe KHurshiid-kulaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ek shikast-e-zaahirii fat.h bane to kis tarah
aa.iina-daar ban gayaa qissa-e-karbalaa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
us bevafaa se kar ke vafaa mar-miTaa 'razaa'
ik qissa-e-taviil kaa ye iKHtisaar hai
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
zamaana qissa-e-daar-o-rasan ko bhuul na jaa.e
kisii ke halqa-e-gesuu me.n vo kashish hii nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
charaaG-e-KHaana-e-darvesh huu.n mai.n
idhar jaltaa udhar bujhtaa rahaa huu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
charaaG-e-hujra-e-darvesh kii bujhtii hu.ii lau
havaa se kah ga.ii hai ab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
'rahmat' charaaG-e-KHaana-e-darvesh hai hayaat
yaa-rab! ko.ii to chaa.nd saa chehra dikhaa.ii de
Rahmat Qarni
Ghazal
nisaab-e-naab-e-husainii mirii tamannaa hai
KHitaab-e-vaa.iz-o-darvesh me.n suruur nahii.n
Naqqash Ali Balooch
Ghazal
kyaa kahuu.n qissa-e-dilchaspii-e-haal-e-abtar
dosto.n ne mujhe aGyaar se ba.Dh kar dekhaa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
sunaa.e.n qissa-e-aashob-e-dard-e-tanhaa.ii
kabhii jo tum se mulaaqaat ho magar tanhaa